• Movie Index

Shikwa Hai Na Tujhse Lyrics - Al Hilal (1958)

Shikwa Hai Na Tujhse Lyrics

Movie/Album: Al Hilal (1958)

Singer: Suman Kalyanpur

Music Director(s): Bulo C. Rani

Lyricist(s): Shewan Rizvi

Composer(s): Bulo C. Rani

Starring: Mahipal, Shakeela, Hiralal, Sheikh, Indra, Ram Kumar

Director: Akkoo

Producer(s): Ram Kumar

Release on: 3rd February, 2006

Shikwa Hai Na Tujhse Song Lyrics

 Sikawa hai na tujhse
 Na koi shikayat
 Aankhe teri sarkar
 Mein nazrana de chale
 Hum tera naam lene
 Ka jurmana de chale
 Aankhe teri sarkar
 Mein nazrana de chale
 Hum tera naam lene
 Ka jurmana de chale Sab kuchh luta diya
 Tere daman ko tham kar
 Sab kuchh luta diya
 Tere daman ko tham kar
 Mit kar dikha diya hai
 Tujhe tere naam par
 Mit kar dikha diya hai
 Tujhe tere naam par
 Duniya rakhegi yaad
 Wo afsana de chale
 Aankhe teri sarkar
 Mein nazrana de chale
 Hum tera naam lene
 Ka jurmana de chale Ye aarzu ka mahal
 Tamannao ka chaman
 Ye aarzu ka mahal
 Tamannao ka chaman
 Bazar hastrato ka
 Neendo ka ye watan
 Bazar hastrato ka
 Neendo ka ye watan
 Humse koi ye puchhe ki
 Kya kya na de chale
 Aankhe teri sarkar
 Mein nazrana de chale
 Hum tera naam lene
 Ka jurmana de chale Duniya mein hum rahe
 Na rahe tera naam ho
 Duniya mein hum rahe
 Na rahe tera naam ho
 Har dil mein har juban
 Pe tera paiyam ho
 Har dil mein har juban
 Pe tera paiyam ho
 Dekar hazar nazare
 Aankhe teri sarkar mein
 Nazrana de chale
 Hum tera naam lene
 Ka jurmana de chale.